हम वैदिक ज्योतिष में नवमांश कुंडली (D9 चार्ट) में 10वें भाव के स्वामी की स्थिति के बारे में बात कर रहे हैं| We are talking about 10th Lord Placement in Navamsa Chart (D9 Chart) in Vedic Astrology
निचे हमने लिखा है दसवे भाव के स्वामी का अलग अलग घर में होने से क्या क्या बिज़नेस या वर्क कर सकता है|
if 10th lord is 1st house in Navamsa Chart then khud se koi bhi work find out kar lega
if 10th lord is 2nd house in Navamsa Chart then family business or banking related work
if 10th lord is 3rd house in Navamsa Chart then travel related businessho sakta hai ya karna chahiye
if 10th lord is 4th house in Navamsa Chart then psychiatrist, mind healer, property related business, Vastu Consultant ho sakta hai ya karna chahiye
if 10th lord is 5th house in Navamsa Chart then Education sector is best
if 10th lord is 6th house in Navamsa Chart then job me bahut accha karega, Doctor bahut accha ho sakta hai
if 10th lord is 7th house in Navamsa Chart then Retail sector me bahut accha kar sakta hai or independent business kar sakta hai
if 10th lord is 8th house in Navamsa Chart then perfect for Astrology
if 10th lord is 9th house in Navamsa Chart then Guru ka kaam karne ke liye accha hai or Puja samagri se related
if 10th lord is 10th house in Navamsa Chart then Administrative ya Government related work karne me accha hoga
if 10th lord is 11th house in Navamsa Chart then Social work karne me accha hoga, ya Society ke liye kuch karne wala, or jisme social cause ho wo kar sakta hai, Isme NGO wala work bhi aata hai.
if 10th lord is 12th house in Navamsa Chart then Foreign Country me bahut accha kar sakta hai, Import-Export ka kaam kar sakta hai, MNC company me work bhi kar sakta hai.