5th House in Vedic Astrology पंचम भाव ज्योतिष:
Purva Punya Bhav, Creativity, Romance, Children & Progeny, Cinema, intelligence, inner joy, chit (चेतना), पंचम भाव: संतान, बुद्धि और पूर्व पुण्य स्थान का विश्लेषण
All 12 House Lords Placement in the 5th house Prediction and Remedy
पंचम भाव में सभी बारह भावों के स्वामियों की स्थिति का पूर्वानुमान और उपाय
When you have 2 and more planet controlling the house then check the degree of planet which one is higher degree have higher impact.
जब किसी घर को नियंत्रित करने वाले 2 या अधिक ग्रह हों, तो ग्रह की डिग्री की जांच करें; जिस ग्रह की डिग्री अधिक हो, उसका प्रभाव अधिक होता है।
1st lord in 5th house:
Yeh person jo awareness leke aaya hai wo awareness kai janmo ki awareness hai. this placement makes you intelligent. is person ke andar koi na koi creativity iske andar milegi hi milegi. agar 1st lord in 5th house me ho and 12th lord saath me ho toh yeh person apni imagination se kuch bhi create kar sakta hai.
2nd lord in 5th house:
1. Meri Family mere chit (चेतना) me samayi hai. Whereever heshe go his family follows.
One more modern day prediction is that is person ko jo wealth ki prapti hogi wo isko Purva Punya janam ke karan aayega.
2. Money iski Budhi ko govern karega keh sakte hai.
3. Second house is sanskar (संस्कार): is person ko agar bachpan me pyar milega to wesa hi pyar dega. To bahut concern rehna hoga iske bachpan ko le ke. Kyuki jesa iska bachpan wesi iski budhi.
4. Jitna ho sake Satvik khana khanaa hai. Apke dwara liya gya khana wo apki intelligence ko bana raha hai. This is also you can say a remedy for you. Quality honi chahiye khane me.
3rd lord in 5th house:
1. Third house is mental inclination (मानसिक झुकाव) jese ki mera man kis tara jhukega. isko short me hobbies keh sakte hai.
kyuki hobbies kisi person ka character show kar sakta hai.
Jab 3rd lord 5th house me baithe toh unko bol sakte hai tumhara man kisi ko dekh ke seekhne ka kar jata hai.
Example: koi person Guitar baja raha hai. to usko dekh ke apka bhi man seekhne ka karega. That is 3rd lord in 5th house prediction.
2. You need to take care what you are looking on Social media. Hum kehna yeh chahte hai ki ap jo bhi dekh rahe hai social media me wo apki budhi ko govern karega. Crime Patrol jesa serial dekh liya to Budhi wesi banti jayegi.
4th lord in 5th house:
1. Clearly shows Motherlyhood (मातृत्व) mila hai to cheeze acchi but agar kami reh gayi to problem rahegi.
Motherlyhood Means - MAA ka saath
Is bache ki intelligence Mother care par depend karti hai.
Moon in 5th house or 4th lord in 5th house meaning same.
2. Domestic Atmosphere is very important in 4th lord in 5th house placement. Apke ghar me jo ho rha hai wo person woi cheeze karega.
5th lord in 5th house:
Agar 5th house me Saturn ho to inse baat karke lagega ki hamesha dukh hi suna raha hai.
Adhyan se jagriti, Jis cheez ko study karoge uskke according ap kaam karoge.
Ek acchi place ment hai agar yeh planet akela hai to.
6th lord in 5th house:
6th lord jis ghar me jata hai us house ko generally suer karna padta hai. Now 6th lord in 5th house means Intelligence - (बुद्धिमत्ता) safar kar rahi hai.
Remedy: Sewa se jud jao. Ap jitni sewa karoge. Sewa ka yaha meaning hai ap kisi chiz ki prapti nahi chahti like: Volunteer Karna (एक ऐसा व्यक्ति जो बिना किसी भुगतान या बाध्यता के किसी उद्देश्य, संगठन या व्यक्ति को अपना समय, कौशल या सेवाएं स्वेच्छा से प्रदान करता है।)
7th lord in 5th house:
Iska life partner iski budhi ko control ya govern karta hai.
Wise partner will bring wise intelligence in your life.
8th lord in 5th house:
it means 8th house ki chize apki budhi ko control kar rahi hai.
Remedy: Jyotish se apki budhi acche se kaam kar rahi hai. Apki intelligence apka saath de rahi hai agar ap jyotish kar rahe hai. 8th house is Astrology.
9th lord in 5th house:
1 Bas apko ek accha Guru ind karna hai jo apko aur accha gyan de de. kyuki apke chit me already guru hai. Apko apke andar chit ki anubuti kara dega. Yeh placement acchi hai
2. The one who is teaching you is controlling your mind. Be careful while choosing your techer.
Apke father ka bhi apki budhi par niyantran hoga.
10th lord in 5th house:
1. Is person ko wo education leni chahiye jisko chal ke aage profession bana sake.
2. Is person ko kisi na kisi acticity me involve rakho - Be engaged in something is the remedy for 10th lord in 5th house
11th lord in 5th house:
1. Moh karega baccho se, vidya se moh kyuki 11th house is moh Annd Yaad rahe moh aur prem me differnce hota hai Jeevan bhar moh khatam nahi hota Yeh dangerous hai. Iski samaj baad me aati hai. Log Gyan dena nahi chahte bas grahan karna chahte hai.
2. Apke mitr apke mind ko control kar rahe hai. so it means choose your company very carefully
12th lord in 5th house:
1. 12th lord ka 5th house me baithna kharab me mainly agar kisi aur planet se bhi pidit ho jaye. But agar yeh log apne gyan ko batna shuru kar de to ek tara se remedy ho jayegi.
2. Loss of intelligence - in logo ko let go wala attitude rakhna hoga so that apki intelligence theek hogi. Also Charity jo ki 12th house ki activity hai.
Rahu in 5th House
Rahu rules aquarius (कुम्भ) sign.
Ketu in 5th House
Ketu rules Scorpio (वृश्चिक) sign.
Moon in 5th house
Emotionally imbalanced hote hai yeh log.