Best Technique To Time An Event In Parashari Jyotish - पाराशरी ज्योतिष में किसी घटना को समयबद्ध करने की सर्वोत्तम तकनीक

Best Technique To Time An Event In Parashari Jyotish

Timing of Events in Vedic Astrology - वैदिक ज्योतिष में घटनाओं का समय निर्धारण

Strp 1: Sabse pehle normal chart banao ya sotware se bana ke dekh lo - Normal Chart means Lagan Chart

Step 2: Now check Mahadasha and Antra dasha planets

Let say hame marriage event check karna hai. Which is 7th house (Marriage house)

Step 3:  Now make Dasha Lagan kundli - It means rotate your kundli as per Mahadasha planet  

Example: If Mahadasha planet is in 8th house then hum kundli ko rotate kar lenge as per 8th house. Ab 8th house me jo rashi and planet hai usko first house me likh lenge and 9th house me jo rashi and planet hai usko second house me likh lenge and so on.

Step 4: Ab is time ka transit chart bana lenge means jis time event check kar rahe ho wohi date ka chart bana lenge jise hum transit chart kehte hai.

Step 5: Ab isme dekhenge ki 7th house me koi planet baitha hai ya 7th lord kaha baitha hai. 

Step 6: Let say 7th lord in transit chart is Mars and mars jo hai Venus ke saath relation bana raha hai. Relation Drishti ka bhi ho sakta hai. Relation Yuti ka bhi ho sakta hai. To Mars planet in transit chart jis planet se strong relation banayega usi planet ki antra dasha me wo event hoga. yani hum marriage check rahe the toh hmne 7th house and 7th lord ko dekha jo shadi karwa raha hai. 

Agar yeh post samajhne me koi issue aaya ho to ap hme direct message kar sakte hai hum apko clearly phone pe bhi bata sakte hai.

Call or WhatsAPP: +91-9877558320