Devta Pooja As per Rashi Lord in Astrology | राशि के अनुसार ही करें देवी-देवताओं की पूजा - इष्ट देवता

Devta Pooja As per Rashi Lord in Astrology

इच्क्षापूर्ती करने वाले देवी-देवताओं की जानकारी - Information About Wish Fulfilling Deities

किस देवी- देवता की आराधना करने से मनोकामना जल्द पूर्ण होती है? Yeh hamne is post me bataya hai through Vedic Astrology.

Apke lagan kundli ke 11th house me jo rashi aati hai. Us Rashi ke swami ko इच्क्षापूर्ती karne wale Devi Devta mante hai. Jo bhi sache man se Ishta Devata (chosen deity) ki pooja karenge unki manokamna poori hogi. Yaha Ishta Devata (chosen deity) ko hmne 11th house se isliye consider kiya hai kyuki log apne Ishta Devata ko pooche nahi aate wo yeh janna chahte hai ki kiski pooja kare kisse unke kaam ho jaye ya unki iccha poori ho jaye. So hmne us basis pe 11th house jo iccha purti ka hai usko consider kiya hai.

Below We Have Written Rashi Planet and Devi Devta Name (इष्ट देवता) As Per Rashi Lord

Sun Rashi Leo (सिंह): Bhagwaan Ram

Moon Rashi Cancer (कर्क) : Bhagwaan Krishna

Mars Rashi Aries (मेष) and Scorpio (वृश्चिक): Bhagwaan Hanuman or Ganesh ji 

Mercury Rashi Virgo (कन्या) and Gemini (मिथुन): Narayan Bhagwaan

Venus Rashi Taurus (वृषभ) and Libra (तुला): Laxmi ji 

Saturn Rashi Capricorn (मकर) and Aquarius (कुम्भ): Bhagwaan Shiva