Important Rules in KP Chart | Golden Secrets of KP Astrology | Rules of KP Astrology | केपी चार्ट के महत्वपूर्ण नियम | केपी ज्योतिष के सुनहरे रहस्य | केपी ज्योतिष के नियम

कृष्णमूर्ति पद्धति ज्योतिष के सुनहरे रहस्य

First Rule in KP Astrology

1. Jab koi planet untenated hokar kisi ki house ka CSL banega wo planet apni dasha ya antradasha me us house ke sabse prabal results dega

Example: Sun ki dasha me Promotion mil gya Sun ki AD me 

and sun to 10th house le ke nahi chal raha

Apne check kiya Sun Untenated planet hai and 10th house ka CSL hai to promotion ho gya

Second thing yaha pe Jo CSL hai uska NL bhi check kar sakte hai uske numbers bhi dekh sakte hai kyuki kai baar yeh priority me result dete hai

Second Rule in KP Astrology

2. Ho sakta hai koi planet un taneted nahi hai Means Tanented hai

Example: Venus Tanented hai and uska NL Rahu hai jo ki 11 number dikha raha hai. it means usko venus ki dasha me NL ke result aayenge is case me 11 number aaya to means gains honge

Example: Apko planet poori script me kharab dikh raha hai like 5, 8, 12

Usko sab ne bola ki dasha kharab hai kyu moon ki script 5, 8, 12 hai numers hai 

and apne dekha ki moon jiski dasha hai ka NL Rahu hai and Rahu 2nd csl hai , Rahu CSL hai , Rahu CSL hai 

yaha ap usko bol sakte hai dasha bahut acchi jayegi

Third Rule For KP Astrology

3. Agar koi Untenated planet kisi ka CSL nahi bana then uska NL check karenge

Jo CSL planet ka NL hoga to wo us house ka main focus or result given hoga Yahi prabal davedar ban jayega