Budh is a karak grah of Budhi
Rejunivate karne ki kala (कला) hai mercury ke pass
Mercury Planet Karakatwas | वैदिक ज्योतिष में बुध ग्रह के कारकत्व
Business, Speech, Trade, Learning and Education, Intelligence, Conscious mind
व्यापार, वाणी, व्यापार, शिक्षा और सीखना, बुद्धि, चेतन मन
Prediction of Mercury Planet Placement in All 12 houses in Vedic Astrology | वैदिक ज्योतिष में सभी 12 भावों में बुध ग्रह की स्थिति की भविष्यवाणी
Budh in 1st house:
Budh in 2nd house:
Budh in 3rd house:
Budh in 4th house:
budh jab bhi 4th house me hoga to unke andar weham hoga like OCD
is time koi bhi addicted substance nahi lena.
budh jab bhi 4th house me hoga to anjane me veham hoga, veham means mere ko koi harm to nahi kar dega, mere upar koi black magic to nahi kar diya
is time par budh ko zyada prabalta nahi deni
Social circle se bahna hai, addiction se bachna hai
if budh in 4th house: iske acchi baat bhi hai: 7th drishti 10th house pe dalta hai to yeh person apni intelligence ka accha prayog karta hai
Toh 4th house ercury apko profession me accha rahega but not in personal life.
Remedy: pearl in little fingure
Isse kya hoga apke moon ko majbuti milega
apko mansik roop se balance rakhega. isse mentally peace milega
Budh in 5th house:
Budhi se dhan kamaoge. kyuki 5th house khus hi budhi ka hai. and 7th aspect 11th house pe dalega. 11th house means profession se money kamane ka. isliye mercury jesa planet dhan kamane me safal rehta hai kyuki budhi kaam me lagi hai.
ek aur bahut acchi baat hai apki learning ko easy wali learning bana dega. Means kehne ka matlab kisi bhi subject ko grasp kar lete hai easily.
Budh in 6th house:
daily basis problems ko asani se tackle kar lega. means problems ko apni budhimata se handle kar lega.
agar apservice me hai to mercury acche result dega.
Ab: budh in 7th house:
Agar ap job kar rahe ho to bekar kar rahe ho mercury ko. Means 7th house mercury business chahta hai apna business. acche phal deta hai 7th house me only if business kar raha ho person.
Budh in 8th house:
jyotish ke andar ek planet hai jisto 8th house me good mana gya hai.
8th huse hai dusre ka paisa and mercury budhi
kyuki 8th house wala mercury ko pata hai dusre ka pesa kese nikalna hia.
isliye bahut accha mana gya hai. for business: banking, CA, Insurance sector, Digital mmarketing, Astrologers.
Mercury 8th wale ka bahut sharp mind hota hai.
Budh in 9th house:
9th house dharam ka bhav hai. business jesa planet dharam me chala gya. To person me fiht hogi ki business bhi karna hai and sahi galat ka vichar bhi karna hai.
To question hai kya mercury acche results de sakta hai to answer hai yes. Wo aise ki aise logo ko dharam karam ka business karna chahiye jese pooa samigri, Book shop, Publication, father ke saaath business (9th house father ka),
Note: business karte samay sahi galat ka vichar rakhna hai.
Budh in 10th house:
Person ko superiority provide karta hai. kyuki 10th house ka mercury means convincing power deta hai. yeh banda ki ko bhi apni baato se convince kar sakta hai. chahe ap business me chahe ap job me sono cases me sales ke kaamo me lagayene. Because convinsing skills bahut acchi hogi.
Budh in 11th house:
11th house gains ka, socialize hone ka. to means social matters ke liye budh accha hai. apke andar gun rahega ki ap logo ko jod sakte hai, saath leke chal sakte hai. Apki speech bahut acchi hogi.
Budh in 12th house:
in logo ko jab bhi ap samjhane jayenge jitna bhi sajha lenge but still unki samaj me baat baithna mushqil hai. same hota hai mercury in 8th house walo ke saath
Jab bhi ap inko consultation denge to apko end me lagega ki wo apni consultation khud batane aaye hai apko aisa feel hoga. wo sunne nahi aaya ulta sunane aaya hai.
Note: Gochar me prashan kundli me jab bhi budh in 8th or 12th me ho us samaj consultation na de. Yeh baat sunenge hi nahi.
Donation for Mercury Planet - बुध ग्रह के लिए दान
हरी मूंग की दाल - Green Moong Dal, या Green Mung Bean