Moon Planet Karakatwas and Placement Prediction in Vedic Astrology | वैदिक ज्योतिष में चंद्र ग्रह कारकत्व और स्थान भविष्यवाणी

Moon Planet Karakatwas and Placement Prediction in Vedic Astrology

Here are Moon Planet Karakatwas | चंद्र ग्रह कारकत्व 

Mother, Change, Travel, Food, Emotion, Subconscious (अचेतन), Mind, Psychology (मनोविज्ञान), Liquid 

माँ, परिवर्तन, यात्रा, भोजन, भावना, अवचेतन (अचेतन), मन, मनोविज्ञान, तरल

वैदिक ज्योतिष में चंद्रमा ग्रह से संबंधित व्यवसाय | Career Related to Moon in Vedic Astrology | Moon Related Business

Milk Products, Nursing, Psychology, Creative Arts (Writing, Music), HR, Dairy, food, Hospitality (Hotels, Restaurants, Catering), Agriculture For (fruits, water-intensive crops), Water management, Navy, Shipping, Water Supply, Silver, Childcare, Elder Care, Juice

दूध उत्पाद, नर्सिंग, मनोविज्ञान, रचनात्मक कला (लेखन, संगीत), एचआर, डेयरी, भोजन, हॉस्पिटैलिटी (होटल, रेस्टोरेंट, कैटरिंग), कृषि (फल, ज़्यादा पानी वाली फसलें), जल प्रबंधन, नौसेना, शिपिंग, जल आपूर्ति, चांदी, बच्चों की देखभाल, बुजुर्गों की देखभाल, जूस

Note: Lal Kitab me Finance and Educator ka karak Moon ko mana gaya hai

3rd House Moon Prediction

Admi ki financial condition acchi rakhta hai. Moon 3rd house wale person ne apne school or college time me competetion ke andar most of the time winning situation me raha hoga. Chandrma 3rd ko Lal kitab me विजयी घोड़ा kaha gya hai.

4th House Moon Prediction

Jis bhi person ka Moon 4th house me hoga (Lagan Chart me) agar wo spending me kanjusi na karta hoga. means dil khol ke spend karne wala hoga then wo rich hoga, Means uske pass pese ki kami nahi hogi. Jese jese paisa kharcha karega wese wese money badegi.

5th House Moon Prediction

Yadi apni study related kaam karta hai to money issues aayenge. Aam tor par dekha gya hai ki moon 5th house wale Doctors, Engineer hote hue bhi kisi aur proession se apni money earn kar rahe hai.

6th House Moon Prediction

Business Oriented mindset deta hai. Moon in 6th house is a bad placement kyuki person hamesha money related matters me dis-satisfy (असंतुष्ट) hi rehta hai.

7th House Moon Prediction

Uski Earning baad me aayegi kharcha pehle decide ho jayega. Eample: Ek person ki salary 100000 hai and usko salary 5 tarik ko milti hai to uska kharcha 4 tarik ko hi aa jayega wo bhi above 100000 yani uski salary se zyada uska kharcha hoga.

8th House Moon Prediction

Jiska moon 8th house me hoga uske generally purse me ya uske ghar me apko oreign currency milegi.

12th House Moon Prediction

Hasne se dar lagta hoga aise logo ko. Means yeh log schte hai ki jis din zyada has liya us din utna hi udas bhi rehna hoga.

Moon Related Predictions - चंद्रमा से संबंधित भविष्यवाणियाँ

Moon is cough pravarti ka planet, apni dasha me cold related problem de sakta hai 

Depression bhi de sakta hai 

Insomnia (Neend na aana) problem

We can say Moon is a dangerous planet in our birth chart. We always fear about Saturn, Rahu, Ketu, Mars. But no body talks about Moon and its effects on Houses.

So today we will discuss about Moon effects on different houses.

Also we will discuss important points related to Moon Planet.

Moon Meaning

Moon is like your mann. People usually say Man ko badlo jagat badal jayega.

In Vedic Jyotish Moon Kab vichitar role play karta hai ?

Moon ka connection jab bhi apke Jupiter se hoga Means

Jupiter and Moon ki Conjuction ho jaye ya Moon and jupiter ek dusre ke trikon (1,5,9) me aa jaye or Saturn se trikon me moon aa jaye Normally saturn ke saath jab moon hota hai to isko Parashari Jyotish me vish kanya yog in kundli keh dete hai kisi female ke chart me ho. means ki this kanya is not suitable for many things.

But agar hum iski technicality ko samjhenge to jupiter moon ka combination apko Mother bahut acchi milegi and apko upbringing hogi jo monther ne apko sikhaya hai wo jeevan bhar apka margdashan karti rahengi.

Mother ke andar itna wisdom hai ki wo chahti hai ki ap Best bane. 

But again yeh bura combination kyu hai wo isliye yeh person ke liye kyu bura hai wo isliye ki yeh Jupiter moon combination person ko fickle minded bana dega. Uske thoughts jo hai wo bahut aldi change ho jayenge. And thoughts ka change hona usko bahut jaga disturb karega, 

Jupiter Moon ke thoughts kese change hote hai iska simple fundamental bata rahe hai hum: 

suppose iske mind me vichar aaaya ki iska ek dost hai wo sahi person nahi hai. achanak se wohi dost iske pass aakar koi acchi baat kar dega.

So yeh poori zindagi yeh decision le hi nahi payega ki iska wo dost accha hai ya bura. Means iske thoughts isko final decision par pahunchne hi nahi denge.

Ab Jupiter moon ki accchi cheez batate hai aur we can say how we can use upiter moon conjuction:

Moon is: Mann

Jupiter is: idealism

So jupiter moon person ke andar nek vichar bhi deta hai Like muhe logo ke saath accha karna hai etc.

Aise person ke liye Krishna bhakti sabse best hai kyuki bhagwaan krishna param chetna (highest consciousness) hai. Isliye brihat parashara hora shastra me jo Dashavatar diye hai unme se jo moon ko joda hai wo bhagwaan Shri krishna se joda hai.

So jab jupiter moon chart me ho (Conjuction or Trikon me) to krishna bhakti apko best results degi. 

Also Travelling is important part in Moon jupiter relation. Because it will give wisdom 

In Saturn Moon Combination

Hardworking mother dega, responsible mother dega, Mother ke liye accha nahi hota. Ya unko responsibilities ke chakar me safar karna padta hai. agar jupiter ki drishti aa gyi to thoda suffering kam kar dega.

Food Blogging ka kisi ko profession batana ho to combination dekhna padega ki Saturn, Moon, Rahu ka hai.

Satuen moon conjuction wale logo ko travelling bahut acchi rehti hai. Jab jab yeh travel karte hai wo inka business increase ho jata hai.

Also we can say field wali job for Saturn moon is also good. 

Whenever they come as Astrologer in profession then have to read the psychology also. Just for knowlwdge. Kyuki apko logo ki problem se kam mentality lekar aayenge. to apko usse deal kjarna hoga. Sometime inko samne walo ke man ko badalna hai. so uske liye psychology padna hoga.

Donation for Moon Planet - चंद्रमा ग्रह के लिए दान

Milk or Rice

दूध ya चावल