राहु ग्रह का मंत्र "ॐ भ्रां भ्रीं भ्रौं सः राहवे नमः" है
महर्षि वेद व्यास द्वारा रचित राहु मंत्र (नवग्रह स्तोत्र से):
ॐ अर्धकायं महावीर्य चन्द्रादित्यविमर्दनम: सिंहिकागर्भसंभूतं तं राहुं प्रणमाम्यहम।।
अर्थ: सिंहिका (राहु की माता) के गर्भ से उत्पन्न राहु देवता को मैं प्रणाम करता हूँ।
Rahu ko mahavir bulane ka matlab kya hai: Agar tumhare jeevan me bundaries break karne ki himmat rakhta hai to wo ek hi planet hai wo Rahu hai.
Agar in 4 houses me kisi ke bhi Rahu planet baitha ho to wo speacial kundli bann jayegi
Yeh houses hai: 3rd house, 6th house, 10th house and 11th house.
3rd house me Rahu hai: Yeh house efforts ka hai, to ya Ketu jesa Sant kuch nahi kar payega. Kyuki yaha Rahu jaisa Mahavir chahiye.
6th house: Super special rahu - Jab kisi ki janam kundli me 8 types ki money rahu deta hai, wo 6th house Rahu hai. But ek condition hai - 6th house Rahu place hona chahiye and Jupiter ko Kendra house me hona chahiye - Kendra Houses are 1st house, 4th house. 7th house and 10th house. To Isko Ashta Lakshmi Yoga Kehte hai.
10th house Rahu: Apka work place 10th house hai, Apke andat me veerta hai jo ki rahu 10th house wala work place pe dikhayega and sahi use hoga 10th house me kuki wo karam bhumi hai.
Alwaya Remember: Rahu ki Mahadasha ke principles Antra Dasha me nahi lagana.
Rahu Planet Antra Dasha Predictions
When Mahadasha Moon and Antra Dasha Rahu Planet: You can have Mental problems
When Mahadasha Sun and Antra Dasha Rahu Planet: Sudden problems and sudden clash in the family, Eldest Male child ko problem aa sakti hai
When Mahadasha Saturn and Antra Dasha Rahu Planet: This is very bad condition. Sudden problem at work place. Kisi employee ne hadtal kar di. Employees will create problems.
When Mahadasha Jupiter and Antra Dasha Rahu Planet: Most dangerous combination. isme barbaad hua vyakti. bahut bade level pe jata hai vyakti. Bach kon jata hai jo foreign me ho ya rahu related work me ho.
Rahu Planet ki Antra Dasha me apko kisi विशिष्ट तीर्थ jane ka auka milega. Kisi विशिष्ट संत (साधु, महात्मा, ऋषि, ईश्वर भक्त, या पवित्र आत्मा) se milne ka mauka milega, Kehne ka matlab Adhyatmmik drishti mil sakti hai. Means un logo ke sameep le jayegi jinse Atam Gyan prapt hoga.
Nadi Jyotish me Rahu ko Circle bola hai. Simple word me bole to Parikrama. Rahu ki Antra Dasha me Parikrama ka mauka milega. You can go to वृंदावन, Haridwar, Govardhan, Shri Shani Mandir Kokilavan, Yaha sab jagah parikraa hi karte hai.
Important Points related to Rahu Placements in Lagan Chart
- When your Rahu planet is connected with 1,,5 or 9th lord then your rahu will not harm
- When your Rahu planet is connected with 3rd, 6th, 8th, 11th, and 12th lord then it is very dangerous.
- When Rahu planet is sitting in 3rd house, 6th house, 10th house and 11th house then it is good for the person. Yeh rog ko kam karta hai.
- When Rahu is in (Kendra House) 1st house and 4th house, 7th house and 10th house me ho plus 1st lord, 5th lord or 9th lord ki drishti ya saath ho to rahu protect karega, and isko Yog Karak Rahu kehte hai.
- When Rahu is in Trikon Houses 1st, 5th house, 9th house and associated with Kendra house (1,4,7,10) to Yog karak rahu banta hai. Agar koi negative planet ki dristi na aa rahi ho.na hi negative planet saath ho yeh 2 conditions always check karni hai.
- Jis Sign me Rahu or Ketu baitha hai. And Rahu apne sign lord se samband bana le. to this is very powerful rahu.
- 3rd house Rahu - Bad for younger brother
- 6th house rahu - Bad ko Materal side (Mama ke liye accha nahi hai)
- 10th house rahu - Bad for Mother in Law.
- 11th house Rahu - Friends se is person ko thoda distance rakhna hai.
- 2nd house me Rahu ho toh Food Poisoning ho sakti hai
- 5th house me Rahu: Budhi me Poinsion chad sakta hai
ज्योतिष में राहु ग्रह कारकत्व
Cinema, illusion, Unorthodox things, foreign, Out of box thinking, Attachment and desire, Sufering, Snake, Drug, Addiction, Poison, Explosiveness, illusion, Snake, Uncontrollable desire
Unknown things, Foreign related things, Insecurity, Deep rooted desire, Grand Father (Dada Ji), Online Activities.
Rahu is Bandhan (बंधन)
Great Vision (बड़ी सोच) Yani jo log Prakriti ke liye soch rahe hai wo badi soch hai.
सिनेमा, भ्रम, अपरंपरागत चीज़ें, विदेशी, लीक से हटकर सोच, आसक्ति और इच्छा, दुख
Donation for Rahu Planet - राहु ग्रह के लिए दान
Jau (जौ) - Barley is known as Jau (जौ)
Remedy For Rahu Planet
Jab bhi Rahu poison ke roop me kaam kare to Shiv Upasana.
Rahu se related koi bhi problem hai then answer is: Shiv Upasana.
Any problem created by Rahu can be countered by Shiv Upasana.
Agar Rahu Jana kundli ke kisi bhi house me Moon planet ke saath baitha ho then Bhagwaan Shree Krishna ji ki upasna start kar de isko relief mil jayega.
5th house me kisi ke Moon rahu ho and unko santaan nahi ho rahi: toh संतान गोपाल स्तोत्रम् (Santan Gopal Stotra) ka path karne se Santaan ho sakti hai.
10th house me kisi ke Moon Rahu hai and problem aa rahi hai profession me then worship Lord Krishna
Rahu & Ketu: The Biggest Remedy
Jo Chee ek sahi intention and ek bade vision ke saath ki jayegi, wo hamesha last me apko successful banake chodegi.
Acchi Intention is Ketu Planet
Bigger Vision is Rahu Planet